Wednesday, June 23, 2010

PEARL'S OYSTER: Jindagi ki katai

PEARL'S OYSTER: Jindagi ki katai

Jindagi ki katai

jindagi kaisi hai paheli hai ....  internet par  yeh gaana sun kar mann sochne laga ki sahi hi hai jindagi sach mein paheli hai .JIndaig katna ek bahut bada kaam hai  sirf paida hoen se kuchh nahi hota hai jindagi ko katna  ek bahut bada kaam hai .
thoda hosh samhalo to  school mein admission ki pareshani
schhol mein aa jao to  exam pass karne ki pareshani
socha  college to hote hi hai  mauj masti ke  abhi school mein padai kar lete hai ajee kaha sahab !  college gaye to  career ki pareshani  ...
career bana to shaid ki pareshani 
shadi ho gayee to  bachhe ki pareshani ...
bachhe hogne to unki pareshaniya ...
akhir kaar yeh pareshaniya kbahi rukegi ya nahi  ya yu hi ek ke baad ek  paida hoti rahegi .



http://www.youtube.com/watch?v=29P6tmF7ddQ